Home» Poem» Basant Poem »Basant
Basant
Dekho basanta aaya hai bhai,
rang khushi ka laya hai bhai.
Nacho gao aaj khushi se,
khushi manao milkar bhai,
ham tum chori chori se haste,
chori bhi rang laya hai bhai,
dahi, mithai ki dukan hai lagi,
aaj khao tum khub malaai.
dekho basanta aaya hai bhai,
rang khushi ka laya hai bhai.
Duniya ki hariyali chhai,
khushiyo ki barkha hai layi,
dekho dekho wo daudi aayi,
Jugalmilan ke sapne hai bhai,
sapno ki dukaan ko lagao,
aaj khushi tum khub manao.
Dekho basanta aaya hai bhai,
rang khushi ka laya hai bhai.
rang khushi ka laya hai bhai.
Nacho gao aaj khushi se,
khushi manao milkar bhai,
ham tum chori chori se haste,
chori bhi rang laya hai bhai,
dahi, mithai ki dukan hai lagi,
aaj khao tum khub malaai.
dekho basanta aaya hai bhai,
rang khushi ka laya hai bhai.
Duniya ki hariyali chhai,
khushiyo ki barkha hai layi,
dekho dekho wo daudi aayi,
Jugalmilan ke sapne hai bhai,
sapno ki dukaan ko lagao,
aaj khushi tum khub manao.
Dekho basanta aaya hai bhai,
rang khushi ka laya hai bhai.
Dedicated to: Basant
Dedication Summary: Khushiyo ki dukaan hai lagi hariyali prakriti hai layi iski laaj laaj ab bachani hai bhai...........
बसंत
देखो बसंत आया है भाई,
रंग ख़ुशी का लाया है भाई.
नाचो गाओ आज ख़ुशी से,
ख़ुशी मनाओ मिलकर भाई,
हम तुम चोरी चोरी से हँसते,
चोरी भी रंग लाया है भाई,
दही, मिठाई की दुकान है लगी,
आज खाओ तुम खूब मलाई.
देखो बसंत आया है भाई,
रंग ख़ुशी का लाया है भाई.
दुनिया की हरियाली छाई,
खुशियों की बरखा है लायी,
देखो देखो वो दौड़ी आई,
जुगलमिलन के सपने हैं भाई,
सपनो की दुकान को लगाओ,
आज ख़ुशी तुम खूब मनाओ.
देखो बसंत आया है भाई,
रंग ख़ुशी का लाया है भाई.
रंग ख़ुशी का लाया है भाई.
नाचो गाओ आज ख़ुशी से,
ख़ुशी मनाओ मिलकर भाई,
हम तुम चोरी चोरी से हँसते,
चोरी भी रंग लाया है भाई,
दही, मिठाई की दुकान है लगी,
आज खाओ तुम खूब मलाई.
देखो बसंत आया है भाई,
रंग ख़ुशी का लाया है भाई.
दुनिया की हरियाली छाई,
खुशियों की बरखा है लायी,
देखो देखो वो दौड़ी आई,
जुगलमिलन के सपने हैं भाई,
सपनो की दुकान को लगाओ,
आज ख़ुशी तुम खूब मनाओ.
देखो बसंत आया है भाई,
रंग ख़ुशी का लाया है भाई.
If you have a good quality voice then help us in converting this poem in audio format.
Click Here to proceed for recording.
Click Here to proceed for recording.
You may also like:
7 Responses to "Basant"
-
I liked the poem alot
-
Thank you Jugal Milan for your nice poem.
-
thank u very much....
-
masha allah
-
nice poem on varsha ritu
-
are wah kya kavita hai ? prakriti ka sajiv chitran aapke kavita me saaf jhalakti hai.lage rahiye lagan se milegi manjil sagun se.
-
AAJ BARISH KO DEKH SAHI MEIN LAG RAHA HAIN KI BASANT KE SATH SATH VARSHA RITU BHI AA GAYI HAIN AUR KHUSHIYA HI KHUSHIYA LA DI HAIN.

