Home» Poem» Holi Poems »Aaya Holi Ka Tyohar
Aaya Holi Ka Tyohar
Rang-rangeeli masti waala,
aaya hai holi ka tyohaar.
prem bhaav se ise manaayein,
na ho koi bhi takraar.
Rang-birange iss parv par..
hota bina kiye shringaar.
naache gaayeing dhol bajaayein,
hum bachchon ki toli bharmaar.
rang lagaayein ek duje ko,
kare prem ras ki bauchhar,
jaati-majhab sab bhoole aaj,
badon ko aadar, chhoto ko dein pyar.
reet-preet, geet-meet aur,
rang umang tarang upahaar,
bhed bhaav mitaane dil ka,
aata hai holi ka tyohaar.
aaya hai holi ka tyohaar.
prem bhaav se ise manaayein,
na ho koi bhi takraar.
Rang-birange iss parv par..
hota bina kiye shringaar.
naache gaayeing dhol bajaayein,
hum bachchon ki toli bharmaar.
rang lagaayein ek duje ko,
kare prem ras ki bauchhar,
jaati-majhab sab bhoole aaj,
badon ko aadar, chhoto ko dein pyar.
reet-preet, geet-meet aur,
rang umang tarang upahaar,
bhed bhaav mitaane dil ka,
aata hai holi ka tyohaar.
आया होली का त्यौहार
रंग -रंगीली मस्ती वाला,
आया है होली का त्यौहार.
प्रेम भाव से इसे मनायें,
न हो कोई भी तकरार.
रंग -बिरंगे इस पर्व पर..
होता बिना किये श्रृंगार.
नाचे गायेंग ढोल बजायें,
हम बच्चों की टोली भरमार.
रंग लगायें एक दूजे को,
करे प्रेम रस की बौछार,
जाती -मजहब सब भूले आज,
बड़ों को आदर , छोटो को दें प्यार.
रीत -प्रीत , गीत -मीत और,
रंग उमंग तरंग उपहार,
भेद भाव मिटाने दिल का,
आता है होली का त्यौहार.
आया है होली का त्यौहार.
प्रेम भाव से इसे मनायें,
न हो कोई भी तकरार.
रंग -बिरंगे इस पर्व पर..
होता बिना किये श्रृंगार.
नाचे गायेंग ढोल बजायें,
हम बच्चों की टोली भरमार.
रंग लगायें एक दूजे को,
करे प्रेम रस की बौछार,
जाती -मजहब सब भूले आज,
बड़ों को आदर , छोटो को दें प्यार.
रीत -प्रीत , गीत -मीत और,
रंग उमंग तरंग उपहार,
भेद भाव मिटाने दिल का,
आता है होली का त्यौहार.
If you have a good quality voice then help us in converting this poem in audio format.
Click Here to proceed for recording.
Click Here to proceed for recording.
You may also like:

