Home» Poem» Time Poems »Samay
Samay
Samay kabhi bhi vyarth na khona,
samay pe jagana samay pe sona,
samay bada hota balwaan,
karo sada iska sammaan.
Samay ka pahiya chalta jaaye,
kabhi dhoop to chhanv ye laaye,
chetan rehata sada kisaan,
boya beej, sajaa khaliyaan.
Samay pe vaahan aate jaate,
manjil par sabko pahunchaate,
samay ka karta jo apamaan,
hota uska hai nuksaan.
Saath samay ke chalte jaayein,
pyar namrata hum apnaayein,
paaye jag mein yash sammaan,
aage badhe hum banein mahaan.
Samay se karte jo abhyaas,
puri hoti unaki aas,
aayi pariksha ho gaye paas,
ab kaahe hum bhye udaas.
samay pe jagana samay pe sona,
samay bada hota balwaan,
karo sada iska sammaan.
Samay ka pahiya chalta jaaye,
kabhi dhoop to chhanv ye laaye,
chetan rehata sada kisaan,
boya beej, sajaa khaliyaan.
Samay pe vaahan aate jaate,
manjil par sabko pahunchaate,
samay ka karta jo apamaan,
hota uska hai nuksaan.
Saath samay ke chalte jaayein,
pyar namrata hum apnaayein,
paaye jag mein yash sammaan,
aage badhe hum banein mahaan.
Samay se karte jo abhyaas,
puri hoti unaki aas,
aayi pariksha ho gaye paas,
ab kaahe hum bhye udaas.
समय
समय कभी भी व्यर्थ न खोना ,
समय पे जागना समय पे सोना ,
समय बड़ा होता बलवान ,
करो सदा इसका सम्मान .
समय का पहिया चलता जाए ,
कभी धुप तो छाँव ये लाये ,
चेतन रहता सदा किसान ,
बोया बीज , सजा खलियान .
समय पे वाहन आते जाते ,
मंजिल पर सबको पहुंचाते ,
समय का करता जो अपमान ,
होता उसका हा नुक्सान .
साथ समय के चलते जाएँ ,
प्यार नम्रता हम अपनाएं ,
पाए जग में यश सम्मान ,
आगे बढे हम बनें महान .
समय से करते जो अभ्यास ,
पूरी होती उनकी आस ,
आई परीक्षा हो गए पास ,
अब काहे हम भये उदास .
समय पे जागना समय पे सोना ,
समय बड़ा होता बलवान ,
करो सदा इसका सम्मान .
समय का पहिया चलता जाए ,
कभी धुप तो छाँव ये लाये ,
चेतन रहता सदा किसान ,
बोया बीज , सजा खलियान .
समय पे वाहन आते जाते ,
मंजिल पर सबको पहुंचाते ,
समय का करता जो अपमान ,
होता उसका हा नुक्सान .
साथ समय के चलते जाएँ ,
प्यार नम्रता हम अपनाएं ,
पाए जग में यश सम्मान ,
आगे बढे हम बनें महान .
समय से करते जो अभ्यास ,
पूरी होती उनकी आस ,
आई परीक्षा हो गए पास ,
अब काहे हम भये उदास .
If you have a good quality voice then help us in converting this poem in audio format.
Click Here to proceed for recording.
Click Here to proceed for recording.
You may also like:
2 Responses to "Samay"
-
Nice nd impressive poem
-
improve hindi skills

