Bitiya ka dard
2janam liya gher me
maa papa hue khushi me khush
maa bole padh likh k bada banugi
har pal kahe maa padh beti dil se
maa chhup chup hai roye
betiya hai paraya dhan
ek din dur use hona hai
maa papa ki amanat hu
hui badi jab mai
maa papa dhudhe rishta
par tute dahej k karan
hui shadi rasamo riwaj se
mayake se vida hui
pauchi sasuraal me
her pal taana sahti rhi dahej ka
man hi man roti rahi
bol na payi kuch
aaye papa milne
milne na diya
diya unhe v dahej ka taana
sun bujhe man papa laute
man hi man roti rhi
taana sun sun k pareshan hui
likh khat papa ko bheja
mujhe le chalo yeha se
papa ne khat likh bheja
beta doli gyi mere gher se
arti me uthana hai tujhe waha se
man hi man ro padi
kya beti ka koi wajud nhi
kya bitiya ka dard koi samjhega
apna mayaka hua paraya
kya yehi hai bitiya ka dard.
This like.
beti khud ka sabse azim tohfa hai puja j..
bahut sundar pooja g.
thanks chandan g.
Ati utam pooja ji.