Apno ke sapne
2
ek umar ka taraj ata hai .dil mera tham sa jata hai..
sochti hu ki ishwar ne kya jag banaya hai ek ko lathi to ek ko andha banay hai..
sach me ek umar ki daraj me..sukhi aankho ki nami khoti hue dekhaee deti hai na jane kyu ye ankhe mujhe apno si yaad dila te hue dekhti hai.
kya dekha tha mene isme jo ye mujhe ese talashti hue dekhti hai..ye majboot sa hath mere khandoo pe rkha tha kisne ..aj woh hath mere saath magte dekhae dete hai
ek ajeeb siee roshani ki jhalak dekhae thi kisne..aj uski ankhe roshani mangeti dekhe deti hai mujhe...
socha tha karnke sapne pure apno ke..chan ki zindagi basar karege..par jab apne ke sapne paraye hue to..khote hue un sapne me un ankho ki nami ko dekhti hue..
apano ki ek chaaaye dekhake oojhal hue aankhe ankh dekhti hu..apane ke bich me paraayo si jhalak dekhti hu.
me apno ke aj me apna ane wala kal dekhti hu...
us umar ke taraj me ...kya me apne apko akela mahsus karte hue dekhti hu..