The Value Of Time,
1Samay-2 par kaam karo,
Nitya(Prata) uth vyayam karo,
samay karata sabko pahchaan,
Samay banaata sabko vidvan,
Samay ko na vyrth gavaao,
Padh likhakar tum naam kamaao,
subah samay hai kaam ka,
ratri samay vishram ka,
T.V. Me na dhyan lagaao,
padh likhakar pahchan banao,
samay krata sabki ghyan,
samay se hi sabki pahchaan,
ghadi(watch)-calendar samay bataate,
sabko sajag sachet banaate,
samay ka jo rakhe dhyan,
vahi pata jag me samman,
samay par karo purn prayash,
bano nirdar na raho udash,
samay par parishram jo karte,
paas jindgi me vahi hote,
samay sabko bodh karata,
sara jivan saath nibhata,
samay ka jo kare apmaan,
nahi pata jivan me samman,
khud sheekho auro ko shikhao,
samay ka shadupayog karao,
~~~~~~~~~~~~~~~
Thank you,
plz drop your review,

Thank u so much,for ur review,i understand your word,next time my process to givr it u in two language,and also in your country language tagalog,i know your country language,
thank u so much,.
Thank you so much for share your poem, i dont know hindi,but when i translate it in english language,
i really like it,
its really nice poem,
fnd i have a request that plz post it in english,
i hope that you understand my word,.