Sard mausam
0
Ye Sa fiza ka mausam phir se aaya hair,
Apne saath tez hawaaye air kapkapaane ke liye majboor kerne wali kala apne saath laya hain.
Wo koyle ki meethi waadhi,
Wo chidhiyon ka cheh chahana,
Bana deta hain apka din air bhi suhaana.
Is mausam mein ek alag hi nasha hain,
Sabko apna deewana bana de isle wo kala hain.
Is mausam ke samne wo suraj bhi kuch nhi kar salta,
Jo nikalta to roz hain par apne garmahat dharti tak nhi pahucha sakta.
Is mausam mein sab majboor hain ghar ke ander rahne ke liye,
Kambal mein din bhar chhupe rahne ke liye,
Subha hote hi sard hawa mein daant kitkitane ke liye,
Thande paani ke sampark mein na aane ke liye.
Subha hote hi oos ki chader pure aakash par pheli rehti hain,
Sare paidho ke patto par jami rehti hain,
Is mausam mein yah to baat hain,
Jo ise har mausam se juda karti hain.