Zindagi jang nahi jaam hai
1Zindagi aasaan nhi hoti use bnana padta hai
Mushkile hazar ho unhe bhi apnana padta hai
Khushi me to lab muskura hi lete h magar mayusi me bhi aksar muskurana padta hai
Koi nahi Sambhal skta dor kisi ki zindagi ki
Yaha khud ko hi khud se smjhana padta hai
Kbhi haar k khud ko behlana padta hai to kbhi thokre Khate hue khud ko bnana padta hai
Kisi se pyaar kisi se takrar yeh aam hai
Kisi ki subaah hoti sunheri to kisi ki hoti hanseen Shaam hai
Jisne hans kr pi lye ansu wo smjhta hai
Zindagi Jang nahi jaam hai!!
Nyc poem.